1]Woh khud par garoor karte hai, to isme hairat ki koi baat nahi. Jinhe hum chahte hai, woh aam ho hi nahi sakte. 2]Hum bhi bikne gaye the bazaar-e-ishq mein, Kya pata tha wafa karne walon ko log khareeda nahi karte. Tamam umr usi ke khayal mein guzar gayi, Jise umr bhar mera khayal na aaya.. 4]Koi batayega kaise dafnate hain unko, Woh khwab jo dil mein hi mar jate hain.. 5]Usne kaha tha aankhen bhar ke dekha kar mujhe, Yaaron ab aankhen to bhar aati hai par vo nahi dekhte.. 6]Main bhi kabhi hasta khelta tha kal ek purani tasveer mein dekha tha khud ko.. 7]Odh kar mitti ki chadar benishan ho jayenge,, Ek din aayega hum bhi dastaan ho jayenge.. 8]Raat shama bujha ke bahut der tak mehfil sajai humne, Main apne dil ke liye rota raha aur yeh dil tere liye.. <
humne chalte hue unse poocha ki ek pal mai jan kaise niklti hai aur usne ek pal mai mera hath chor diya