humne chalte hue unse poocha ki ek pal mai jan kaise niklti hai
aur usne ek pal mai mera hath chor diya
Search This Blog
Pal main doori ho jati hai
Pal main doori ho jati hai
Zaat adhori ho jaati hai
Aankhon main neend aati nhi
Raat poori ho jaati hai
Pehle to hoti hai Chahat
Phir Majboori ho jaati hai
Kuch logon ki lamha bhar main
Khuwaish poori ho jaati hai
Had se pyar guzar jaye to
Aksar doori ho jaati hai
Mere hathoun mein tumhara hath nahi
Mere liye tumhari yaadein hi kafi hain
Muhabbat mein zarori mulaqat nahi
Mein sari umer tarsa hoo chahat ke liye
Mere naseeb mein shayad yehi sogaat nahi
Iss andaaz se bikher ke phir simat na saka
Mujhey samaitne wala koi haath hi nahi
Jis ki dosti peh naz thaa, wo dost bhi gaya
Kis garv se kaha maine koi baat nahi.
आरजु थी तेरी बाँहोँ मेँ दम निकले, कसुर तेरा नहीँ बद- नशीब हम निकले! जहाँ भी जाये खुश रहे तु सदा, दिल से दुआँ सदा ये ही निकले! मेरे हाँठो की हँसी तेरे हाँठो से निकले, तेरे गम का दरि...
Mera naam Krishan Kant hai aur main Aurangabad se hu. Maine abhi abhi apni graduation complete ki hai aur ek choti si company me naukri karta hu. Mujhe Rs 8000 per month milte hai lekin agar main overtime kar lu to zyada bhi ban jaate hai. Meri ek girlfriend hai jiska naam Meenakshi hai. Hum dono ek dusre ko pichle 3 saal se pasand karte hai. Main usse bahut pyar karta hu lekin abhi tak mujhe ye nahi pata tha ki wo bhi mujhse itna hi pyar karti hai ya nahi. Sacche Pyaar ki Kahani Kuch dino baad Meenakshi ka birthday tha aur maine socha ki is baar use koi accha sa thoda mehanga mobile phone gift karu. Lekin dikkat ye thi ki mera budget nahi ban raha tha. Aap to jaante ho ki Rs 8000 maheene ke koi zyada nahi hote. Sacche Pyaar ki Kahani Use gift dene ke liye maine overtime karna shuru kar diya. Ab main din me 12 – 12 ghante kaam karne laga. Meenakshi hamesha mujhse poochti thi ki aajkal tum milne nahi aate ho, phone par bhi kam baat karte ho… to main koi na koi bahana ban...
Comments
Post a Comment