Skip to main content

SAD LOVE SAYARI



1. Pyar Ke To Sirf Fasaane Hote He,
Is Duniya Mein Hum Jaise Bhi
Deewane Hote He, Unki Mohabbat
Ko Hum Bhala Apni Taqdeer Kaise
Banayein, Humari Taqdeer Mein To
Sirf Tute Huye Aashiyaane Hote He.

2. Mom Ki Tarha Pighalte Hue Dekha
Usko, Raat Ki Tarha Badalte
Hue Dekha Usko, Jane Kis Gam Ko
Chupane Ki Tamanna Hai Use,
Har Baat Pe Haste Hue Dekha Usko.
3. Agar Hum Bhi Teri Tarah Majbur Na
Hote, Khuda Kasam Hum Bhi Tumse
Door Na Hote, Wo To Tere Ishq Me
Hum Badnaam Ho Gye, Warna Sms
Ki Dunia Me Hum Mashur Na Hote.
4. Dil Ko Aata Hai Jab Bhi Khayal Unka,
Tasveer Se Puchhte Hain Haal
Unka, Wo Kabhi Humse Pucha
Karti Thi Judaai Kya Hai, Aaj
Samjh Mein Aaya Hai Sawal Unka.


Comments

Popular posts from this blog

Bewafa sayari

Kuchh es tarah se meri zindagi ko maine aasaan kar liya, Bhulkar teri bewafai, meri tanhai se maine pyar kar liya.

Hindi sad lines

आरजु थी तेरी बाँहोँ मेँ दम निकले, कसुर तेरा नहीँ बद- नशीब हम निकले! जहाँ भी जाये खुश रहे तु सदा, दिल से दुआँ सदा ये ही निकले! मेरे हाँठो की हँसी तेरे हाँठो से निकले, तेरे गम का दरि...

मेरी गर्लफ्रेंड है मेरी जान और सच्चा प्यार – Sacche Pyaar ki Kahani

Mera naam Krishan Kant hai aur main Aurangabad se hu. Maine abhi abhi apni graduation complete ki hai aur ek choti si company me naukri karta hu. Mujhe Rs 8000 per month milte hai lekin agar main overtime kar lu to zyada bhi ban jaate hai. Meri ek girlfriend hai jiska naam Meenakshi hai. Hum dono ek dusre ko pichle 3 saal se pasand karte hai. Main usse bahut pyar karta hu lekin abhi tak mujhe ye nahi pata tha ki wo bhi mujhse itna hi pyar karti hai ya nahi. Sacche Pyaar ki Kahani Kuch dino baad Meenakshi ka birthday tha aur maine socha ki is baar use koi accha sa thoda mehanga mobile phone gift karu. Lekin dikkat ye thi ki mera budget nahi ban raha tha. Aap to jaante ho ki Rs 8000 maheene ke koi zyada nahi hote. Sacche Pyaar ki Kahani Use gift dene ke liye maine overtime karna shuru kar diya. Ab main din me 12 – 12 ghante kaam karne laga. Meenakshi hamesha mujhse poochti thi ki aajkal tum milne nahi aate ho, phone par bhi kam baat karte ho… to main koi na koi bahana ban...