Skip to main content

Kyo aagyi yad

Meri Jaan Kyu Aaj Tujhe Meri Yaad Aa
Gayi...
Meri Kabar Par Phool Rakhne Ki Kya Tujhe
Bha Gayi...
Bohat Gumsum Si Baithi Hai Aankhein Jhuka
Kar...
Meri Jaan Kyu Aaj Tujhe Kisi Ki Bewafai
Rula Gayi...
Sab Takdeer Ka Khel Hai Aaj Teri Baari Hai
Kal Meri Thi...
Har Kisi Ko Dena Hai Hisaab, Yahaan Chalo
Je Baat Tujhe Bhi Samjh Aa Gayi...
Rafta - Rafta Chalkar Tu Aa Gayi Ussi
Mukaam Par...
Jaha Se Hum Saath Chale The , Pichle Paon le
Jaane Ki Aadat Tujhe Kahan Le Kar Aa
Gayi...
Mujhe Sukoon Mil Gaya Ke Tujhe Apni Galti
Ka Ehsaas Hai...
Tabhi To Meri Rooh Tera Tohfa Kabool
Karne Jannat Se Zameen Par Aa Gayi...*GS*

Comments

Popular posts from this blog

Bewafa sayari

Kuchh es tarah se meri zindagi ko maine aasaan kar liya, Bhulkar teri bewafai, meri tanhai se maine pyar kar liya.

Hindi sad lines

आरजु थी तेरी बाँहोँ मेँ दम निकले, कसुर तेरा नहीँ बद- नशीब हम निकले! जहाँ भी जाये खुश रहे तु सदा, दिल से दुआँ सदा ये ही निकले! मेरे हाँठो की हँसी तेरे हाँठो से निकले, तेरे गम का दरि...

मेरी गर्लफ्रेंड है मेरी जान और सच्चा प्यार – Sacche Pyaar ki Kahani

Mera naam Krishan Kant hai aur main Aurangabad se hu. Maine abhi abhi apni graduation complete ki hai aur ek choti si company me naukri karta hu. Mujhe Rs 8000 per month milte hai lekin agar main overtime kar lu to zyada bhi ban jaate hai. Meri ek girlfriend hai jiska naam Meenakshi hai. Hum dono ek dusre ko pichle 3 saal se pasand karte hai. Main usse bahut pyar karta hu lekin abhi tak mujhe ye nahi pata tha ki wo bhi mujhse itna hi pyar karti hai ya nahi. Sacche Pyaar ki Kahani Kuch dino baad Meenakshi ka birthday tha aur maine socha ki is baar use koi accha sa thoda mehanga mobile phone gift karu. Lekin dikkat ye thi ki mera budget nahi ban raha tha. Aap to jaante ho ki Rs 8000 maheene ke koi zyada nahi hote. Sacche Pyaar ki Kahani Use gift dene ke liye maine overtime karna shuru kar diya. Ab main din me 12 – 12 ghante kaam karne laga. Meenakshi hamesha mujhse poochti thi ki aajkal tum milne nahi aate ho, phone par bhi kam baat karte ho… to main koi na koi bahana ban...