Skip to main content

Pyar ja dosti


hi frnds,yeh story hai uday aur nisha ki dono ek duje se bhut pyar karte the but nisha bhut rich family se thi aur uday bhut garib tha, jab b kabhi uday ko gumne jana hota to woh apne frnd ajay ki car lekar jata aur paise ki b help leta tha kyoki dono kafi achey dost the, but ek din uday aur nisha ko ek sath dekh liya nisha ke bhai ne usne wahi nisha ko uday se door kiya aur uday ko mara b aur aage se na milne ki damki b di aub dono ka milna muskil ho geya uday ka to bura hal tha na kush khata thaa na kush pitta tha bus nisha ko yad karta rehta tha,phir uday ko yad aaya ki ajay to nisha tak uski bat pahucha sakta hai kyo ki ajay ke papa aur nisha ke papa business parner the usne ajay ko nisha ke ghar ja kar usse bat karwane ko kaha ajay b mana nhi kar saka usne dono ki bat karwayi dono pnone per ro rahe the ek duje ko milne ko tadap rahe they but nisha ko aub bahr jane ki permission nhi thi, aub daily ajay dono ki bat karwata per ek din nisha ke papa ne ajay ke papa se dono ki shadi ki bat kar di aur woh man b gaye ajay ne uday ko bataya iss barey main to uday ne bola ki yar tum ha bol do iss bahane tum nisha ko bahr le aajayo plz, ajay ne ha bol di aur phir dono bahr aane jane lage but ek din ajay ne nisha aur uday ko milwa diya dono ek duje ke gale lag kar bhut roye ajay se to kush bola nhhi ja raha tha tha nisha ne kaha ki ajay hum ek nhi ho sakte jinda reh kar agar tum mujhse pyar karte ho to chalo train ke samne ja kar jan de dete hai kam se kam mar kar to hume koi juda nhi kar paye ga,ajay ne ek pal nhi socha aur ha bol di dono railway track ki taraf chal pade samne se fast train aarahi thi nisha boli uday eyes close kar lete hai darr nhi lagega dono ne last bar ek duje ko gale laga liya aur ek duje ka hath pakad kar train ki tarf chal pade train teji se unki taraf aarahi thi uday ki eyes band thi lakin jab train bilkul pass aayi to nisha ne uday ka hath jatak diya aur duje track per jump kar gayi uday kush samaz pata iss se pehle train ne uske jism ke tukde kar diye nisha ki ankho main aansu nhi balki face per muskan thi ki tabhi pass ek bmw aakar ruki aur nisha ja kar usmain beth gayi aur hass kar boli I LOVE U AJAY, ajay bola yar yeh pagal itna pyar karta tha tumse tumne uski jan le li aur hass pada nisha boli pyar to main tumse karti hu jan iss se picha chudwana muskil ho jata hum hame koi preshan nhi kare ga,dono ek duje ke gale lag kar hasne lage,

Comments

Popular posts from this blog

Bewafa sayari

Kuchh es tarah se meri zindagi ko maine aasaan kar liya, Bhulkar teri bewafai, meri tanhai se maine pyar kar liya.

Hindi sad lines

आरजु थी तेरी बाँहोँ मेँ दम निकले, कसुर तेरा नहीँ बद- नशीब हम निकले! जहाँ भी जाये खुश रहे तु सदा, दिल से दुआँ सदा ये ही निकले! मेरे हाँठो की हँसी तेरे हाँठो से निकले, तेरे गम का दरियाँ मेरी आँखोँ से निकले! ये जिन्दगी तुमहेँ सदा हसती हुई निकले, अगर चाहे तो हमेँ रुलाती हुई निकले! अगर जिन्दगी मे जीना पडे तेरे बिन, तेरी डोली से पहले अर्थी मेरी निकले! आरजु थी तेरी बाँहोँ मेँ दम निकले, कसुर तेरा नहीँ बद- नशीब हम निकले...!

मेरी गर्लफ्रेंड है मेरी जान और सच्चा प्यार – Sacche Pyaar ki Kahani

Mera naam Krishan Kant hai aur main Aurangabad se hu. Maine abhi abhi apni graduation complete ki hai aur ek choti si company me naukri karta hu. Mujhe Rs 8000 per month milte hai lekin agar main overtime kar lu to zyada bhi ban jaate hai. Meri ek girlfriend hai jiska naam Meenakshi hai. Hum dono ek dusre ko pichle 3 saal se pasand karte hai. Main usse bahut pyar karta hu lekin abhi tak mujhe ye nahi pata tha ki wo bhi mujhse itna hi pyar karti hai ya nahi. Sacche Pyaar ki Kahani Kuch dino baad Meenakshi ka birthday tha aur maine socha ki is baar use koi accha sa thoda mehanga mobile phone gift karu. Lekin dikkat ye thi ki mera budget nahi ban raha tha. Aap to jaante ho ki Rs 8000 maheene ke koi zyada nahi hote. Sacche Pyaar ki Kahani Use gift dene ke liye maine overtime karna shuru kar diya. Ab main din me 12 – 12 ghante kaam karne laga. Meenakshi hamesha mujhse poochti thi ki aajkal tum milne nahi aate ho, phone par bhi kam baat karte ho… to main koi na koi bahana ban