Ek Air-hostess,
Vah Dikhane me bahot Khoob
Soorat To thi Par Usse Badhkar uski Khoob Soorati
Uaski Aapne Pati Se Pyaar
karne ka tarika hi sabse nirala tha………….<3
jub juha vah bahar ke desh
me rehti tab tab wo roz ek
gulab ka phool apne pati ko bhezti rehti,
aur aehsas dilaati
ke me, door kahi bhi rahoongi par dil ke karib hamesha
rahogi ………………..
wo dur rehte huve bhi… Dil k bahot karib rehti……….<3
uske paas roz aane wale
golab ke phool uske pati ko ab khooshiyo bhari sogat dilane lagne
lage…………………<3
par, aisa lagta ke us air-hostess ka pyaar karne ka tarika khooda ko bhi pyaara laga ……….<3 aisa ho sakta hai……………,<3
tabi to khoodane use apne paas bula liya,….. uska air-craft ho gaya………aur bechari apni jaan gawa bhaithi
:'( …………………
Yeh khabr sunkar
uska pati itna roya ke :'( puri zindgi me kabi roya na hoga yaa to uske jaisa koi roya na hoga :'(…………………par yaha uska pyaar khatm nahi huwa , balki pyaar ki shuruwat huwi thi <3,
uske marne par bhi roz usko ghoolab ke phool use mil rahe hai :D ………………
Yah dekh uska pati hairat me gira aur iske piche ka raaz
dhund ne k liye usne roz phool
lekar aanewale ladke se pucha
uaska pati :- tuze yeh phool kon deta meri bivi ko marne 15din bit gye tu roz phool lakr deta, yeh mamla kya hai ..?
Boy :- Sr, Aapki Bivi Aap ke Uper Bahot Pyaar Karti Hai,
Unki Sochneki Takt Bahut Aage Ki Hai, Tabi to Pehli Hi Soch Kar Rakha Tha
Ke,
"Agr Kabi Khuda Na Khasta Air-Craft Ho Jaye To Meri Zindgi Khatm Hogi Par Pyaar Ko Kabi Khatm Nahi Hone Nahi Doogi "
Aur yeh Sochkar Usne Muze Dher Sare Pehle Hi Paise De Diye The
Q Ke Zindgi Bhar Wo Apko Roz Ek Phool De Sake :D
……,….
Aur Uske Paas Na Rehne Par Bhi Mere Hone Ka Aehsas Dila Sake……..Mere Zite G B Aur Mere Marne Ke Bad Bhi..,.
humne chalte hue unse poocha ki ek pal mai jan kaise niklti hai aur usne ek pal mai mera hath chor diya
Comments
Post a Comment