Aaj hum unhe bewafa bata kar aaye hain,
Unke khaton ko pani mein bahakar aaye
hain,
Koi nikal kar paadh na le unhe,
Isliye pani mein bhi aag laga kar aaye
hain…
~~~~~~~~~~~~~
TeRi bewfai ko bHula na saKenge,
chahe bhi to kaBhi Muskura Na SakenGe,
tuJhako to miL gaYa yaar apna,
apNa kisi ko Hum bana Na saKenGe.
~~~~~~~~~~~~~~
Bewafai karna unka shokh tha,
Or pyar karna hamari chahat..
Jab bhi usse ki pyar ki baat,
Suna deti thi ek nai kahavat..
Jab uska man mujhse bhar gaya,
Chhod kar mujhe chali gayi,
Or sunai bhi na di uske pairo ki aahat.
~~~~~~~~~~~~~~~
Thukra kar usne mujhe muskrane ko
kaha
main has dia qki sawal uski khusi ka tha
mene to wo khoya jo kabhi mera na tha
lekin usne wo khoya jo sirf usi ka tha.
~~~~~~~~~~~~~~~~~
Bewafaa Kuch Dost Ho Gaye Humaare,
Jo Humara Intezar Nahi Kartey
Kabhi Humsey Bahut Batain Kiya Kartey
They Wo
Ab To Wo Humey Yaad Bhi Nahi Kartey…
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Kisi aur ki bahon mein rehkar
Woh humse wafa ki baat karte hain
Yeh kaisi chahat hai yaaro
Woh bewafa hain yeh jaankar bhi
Hum unhi se mohabbat karte hain…
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Teri bewafaai mein dil bekaraar hi na
karoon,
Tu hukm de to tera intezaar hi na
karoon,
Tu bewafa hai to kuch iss kadar bewafaai
kar,
Ke tere baad main kisi aur se pyaar hi na
karoon…
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Bewafa to use kehte hai jo wafa nahi
karte,
Agar tumse pyar na hota to tumhe
bewafa kaise kehte,
Phir bhi tumne mere pyar ka aisa sila
diya hai,
Ke tumhe bewafa kehna bhi bewafai ki
tauheen hoti hai…
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Duniya ko is ka chehra dhikhana pada
mujhe,
Parda jo darmiyaan tha hathana pada
mujhe,
Ruswaiyon ke khauf se mehfil mein aaj,
Phir is bewafa se haath milana pada
mujhe..
°°°°°°°°°|°°°°°°°°°
humne chalte hue unse poocha ki ek pal mai jan kaise niklti hai aur usne ek pal mai mera hath chor diya
Comments
Post a Comment