“Ye Tumne Banaye Hain?” Usne Aaloo Ke Parantha Tod Kar Munh Mein Rakha Aur Fauran Boli. "Haan Bilkul" Maine Haste Hue Jawab Diya. "Jhoothe Kahin Ke" Aur Phir Vo Khilkhila Kar Has Uthi. Vahi Hasi Jiska Main Deewana Tha. Vahi Hasi Jise Sune Bina Namera Din Guzarta Tha Aur Na Raat Basar Hoti Thi. Vo Kuchh Lamhe, Vo Kuchh Pal, Jab Vo Dil Khol Kar Hasa Karti Aur Mera Haath Thaam Liya Karti, Jab Kabhi Haste Haste Uski Aankhon Mein Aansoo Aa Jaya Karte, Jaise Meri Zindagi Bas Unhi Kuchh Lamhon Mein Simat Kar Reh Gayi Thi. "Arrey Sach Keh Raha Hoon, Maine Hi Banaye Hain Tumhare Liye" Maine Phir Haste Hue Jhooth Bola. "Subah Se Main Hi Mili Hoon Na? Na Aaloo Hain Tumhare Ghar Mein, Na Aaloo Ubalne Ke Liye Cooker Aur Na Hi Paranthe Banane Ke Liye Tawa. Ye Kya Hawa Mein Banaye The?" Uski Baat Ka Mere Paas Koi Jawab Nahi Tha Aur Vo Mere Chori Pakde Jaane Wale Andaz Par Ek Baar Phir Has Padi. "Lallu Ho Ekdam, Par Mere Ho" “Chand ...
pebnapist-ku Jennifer Williams https://wakelet.com/wake/9TY4UeTUH9I6jS-DQdl6Y
ReplyDeletelinkaeconsdis
Ymulvalhie_fu1987 Sharon Cook CCleaner pro
ReplyDeleteAdobe Lightroom
MorphVOX Pro
ligangtergder
0viaefsoshi Sam Taylor Best
ReplyDeleteDownload Free
moordmodasam