Skip to main content

Gilley kagaz sa

Gile kagaj ki tarah hai meri zindagi,
Koi jalata bhi nahi aur koi bahata bhi nahi,
Aise akele ho gye hai hum aaj kal,
Koi satata bhi nahi aur koi manata bhi nahi.
~~~~~~~~~~~

Saye Ke Maafik Sath Rehne Wali,
Ristha Kuch Iss Tarah Se Tod Gayi,
Haqiqat Mein Milna To Mumkin Na Tha,
Khwabo Mein Aana Bhi Chod Gayi.
~~~~~~~~~~~~~~

Chup Rehte H Koi Khata Na Hi Jaye,
Humse Koi Ruswa Na Ho Jaye,
Badhi Musqil Se Koi Apna Bana H,
Milne Se Pehle Hi Juda Na Ho Jaye,
~~~~~~~~~~~~~~

Ek Din Humare Aansu Puch Baithe,
Hume Roj Roj Kyu Bhulate Ho,
Humne Kaha Hum Yaad Unhe Karte H,
Tum Bin Bhulaye Hi Chale Aate Ho,
~~~~~~~~~~~~~~
Chale Gaye Ho Door Kuch Pal Ke Liye,
Door Reh Kar Bhi Kareeb Ho Har Pal Ke Liye,
Kaise Yaad Na Aaye Aapki Ek Pal Ke Liye,
Jab Aap Ho Humare Dil Mein Har Pal Ke Liye
~~~~~~~~~~~~~~~~

Comments

Popular posts from this blog

Bewafa sayari

Kuchh es tarah se meri zindagi ko maine aasaan kar liya, Bhulkar teri bewafai, meri tanhai se maine pyar kar liya.

Hindi sad lines

आरजु थी तेरी बाँहोँ मेँ दम निकले, कसुर तेरा नहीँ बद- नशीब हम निकले! जहाँ भी जाये खुश रहे तु सदा, दिल से दुआँ सदा ये ही निकले! मेरे हाँठो की हँसी तेरे हाँठो से निकले, तेरे गम का दरि...

मेरी गर्लफ्रेंड है मेरी जान और सच्चा प्यार – Sacche Pyaar ki Kahani

Mera naam Krishan Kant hai aur main Aurangabad se hu. Maine abhi abhi apni graduation complete ki hai aur ek choti si company me naukri karta hu. Mujhe Rs 8000 per month milte hai lekin agar main overtime kar lu to zyada bhi ban jaate hai. Meri ek girlfriend hai jiska naam Meenakshi hai. Hum dono ek dusre ko pichle 3 saal se pasand karte hai. Main usse bahut pyar karta hu lekin abhi tak mujhe ye nahi pata tha ki wo bhi mujhse itna hi pyar karti hai ya nahi. Sacche Pyaar ki Kahani Kuch dino baad Meenakshi ka birthday tha aur maine socha ki is baar use koi accha sa thoda mehanga mobile phone gift karu. Lekin dikkat ye thi ki mera budget nahi ban raha tha. Aap to jaante ho ki Rs 8000 maheene ke koi zyada nahi hote. Sacche Pyaar ki Kahani Use gift dene ke liye maine overtime karna shuru kar diya. Ab main din me 12 – 12 ghante kaam karne laga. Meenakshi hamesha mujhse poochti thi ki aajkal tum milne nahi aate ho, phone par bhi kam baat karte ho… to main koi na koi bahana ban...