Khusi ki raah me gam mile to kya kare,
Wafa ki raah me bewafa mile to kya
kare,
Kaise bachaye zindgi ko dagawajo se,
koi dil laga ke de jaye daga to kya
kare...?
~~~~~~~~~~~~
Teri dosti ne diya sakun itna,
Ki tere baad koi bhi accha na lage,
Tujhe karni ho bewafai to is ada se
karna,
Ki tere baad koi bhi bewafa na lage..
~~~~~~~~~~~~~~
Sardiyon ki ek sard raat me,
wo mere hath tham ke bole,
itne garm haath waffa ki nishani hoti
hai,
ab khayal aaya k unke hath thande kyu
the.
~~~~~~~~~~~~~~
Ae bewafa, jab se tune kaha,
ki humare beech bas dosti hai...
Us din Saans jaati rahi, alfaaz tham se
gaye,
tu to dil todke aaram se soti rahi,
ek barish he thi jo mere sath rat bhar
roti rahi...
~~~~~~~~~~~
Sirf Ek Hi Baat Seekhi,
In HusnWaloon Se Hum Ne,
Haseen Jis Ki Jitni Ada Hai,
Woh Utna Hi Bewafa Hai.
°°°°°°°°|°°°°°°°°
humne chalte hue unse poocha ki ek pal mai jan kaise niklti hai aur usne ek pal mai mera hath chor diya
Comments
Post a Comment