Sheeshe Ke Aaine Main Dekhti Hai
Woh Khamosh Nazre.
Ghunghat Main Chehra Chupaai Hue.
Aankhon Main Kajal Sajaye Hue.
Chhod Ke Apna Ghar Aangan
Chali Ayee Meri Dulhan Ek Naye Duniya Basane.
Ho Gaye Parai Jahan Beeta Uska Bachpan.
Aur Jawani Ki Hassen Raahein.
Aapnana Hai Wo Sansaar.
Jis Main Bana Ni Hai Naahi Kahaani.
Mathe Ki Bindiya Kuch Kehti Hai Us Se.
Haatho Ki Kangan Khankati Hai.
Jaise Kehte Hai Saheli Rukh Ja Re Saakhi..
Na Chor Woh Raahein.
Jis Me Khela Tera Bachpan.
humne chalte hue unse poocha ki ek pal mai jan kaise niklti hai aur usne ek pal mai mera hath chor diya
Comments
Post a Comment