Nice lines
Wo Pyar Ka Sabot Dikhaya Karta Tha
Ansu Baha Kr Humein Manaya Karta Tha
Yay Zindage Sirf Tum Sy Wabasta Hy.
Aksar Yay Bat Humein Bataya Karta Tha
Us Ki Baton Mein Kuch Aisa Asar Tha,
Main Barish K Bina Hi Bheeg Jaya Karta Tha,
Sone Ki Fursat Ksie Thi.
Wo Humein Sari Rat Jagaya Karta Tha,
Becheni Jb Had Sy Bhar Jati Thi,
Wo Jee Bhar K Gale Lagaya Karta Tha.
Wo Itni Muhabat Karne Wala Badal Gaya.
Jo Her Bat Par Meri Qasam Khaya Karta Tha.
Comments
Post a Comment